MERE JAWAB THA



Kisi ne mujhse purchase
Tumhara apna Kon h??

Ek pal ki khamoshi ke bad...
Mera jawab tha..

Jo kisi or k liye mujhe nazar anzad na kare.
JB insan Ko apne Anderson jankna aa jaye
Toh Bo dusron ke ahsasat Ko...
Smjne ke kabil ho jata h...

Sheeshay aur Rishtey...
Dono nazuk hote h...
Magar inme ek fark jarur hota h..
Sheesha galti se tootta h
Aur Rishtey
Galt fahmi se.

Log acha pdne or acha likhne wale Ko..
Qabil Insaan smjte h..
Jb ki Haqeeqat mein..
Qabil Insaan wo h
Jo acha sochey 
Aur acha boley

Hum ese muashray Mai 
Jee rhe h.
Jaha be-adab log
Adab per baat krte h..
Jb zindagi hasaae
Toh samajh lo..


Ache amaal ka phal mil rha h
Or Jb zindagi rolaye..
Toh samajh lo..

Ke Ache kaam krne ka waqt h..
Kabhi kabar
Ache logo se bhi galtiyan ho jati h..
Iska mtlab ye nhi hota..
Ke Bo bure h..
Iska mtlb ye h..
Ki wo bhi ek Insaan h..

Apni Umar or maal pr kabhi Aitbaar na krna..
Kyuki Jo chiz ginti m aa jaye..
Wo lazmi khatam hone wali h..
Har kamyab Shaksh ke pass..
Ek takleef de kahani Hoti h...

Or takleef de kahani ka anjaam...
Kamyaabi Hoti h..
Isliye takleef Ko bardasat krne ki adat daal lo...
Or kamyaabi k liye tayaar ho jao...

AND KEEP SMILING
IF YOU LIKE IT THEN PLEASE MENTION IT

Comments